Hindi Status

Na Tum Jaano Na Hum

Na Tum Jano Na Hum - Video song




Na Tum Jano Na Hum - song lyrics

................
kyun chalti hai pavan, kyun jhoome hai gagan,
kyun machalta hai mann, na tum jano na hum..
na tum jano na hum..
kyun aati hai bahar, kyun lutla hai qaraar,
kyun hota hai pyar, na tum jano na hum..
na tum jano na hum..
....................
ye madhoshiyan ye tanhaiyan,
tasavvur me hai kiski parchaiya......
ye bheega saman umange jawaan,
mujhe ishq le ja raha hai kahan,
kyun ghum hai har disha,
kyun hota hai nasha,
kyun aata hai mazaa,
na tum jano na hum..
na tum jano na hum..
...................
dhadaktaa bhi hai tadapta bhi hai,
yeh dil kyun achanak behakta bhi hai,
mehakta bhi hai chehakta bhi hai,
ye dil kya wafa ko samajhta bhi hai,
kyun milti hai nazar,
kyun hota hai asar,
kyun hoti hai sehar,
na tum jano na hum..
na tum jano na hum..
kyunaati hai bahaar,
kyun lutla hai qaraar.
kyun hota hi pyar,
na tum jano na hum..
na tum jano na hum..
..................

na tum jano na hum..download mp3 here

No comments: