Hindi Status

O sanam - Lucky Ali Song

O sanam - Lucky Ali Song



O sanam - Song Lyrics



Hmmm........ho......
sham savere teri yaadein aati hain,
aake mere dil ko yun tadpati hain,
o sanam...mohabbat ki kasam...
........Hmmm........ho......
................
milke bichadna to dastur ho gaya,
yaadon mein teri main jo dur ho gaya,
o sanam ..in yaadon ki kasam...
........Hmmm........ho......
................
samjhe jamana ke dil hai khilona,
jaana hai ab kya hai dil ka lagana,
najron se ab na humko girana,
mar bhi gaye to bhool na jaan....
aankon mein basi ho,
par door ho kahin,
dil ke kareeb ho ye mujhko hai yakeen,
o sanam...tere pyar ki kasam...
........Hmmm........ho......
................
hmmmm.....

O sanam - Lucky ali Mp3

No comments: