Hindi Status

Teri yaad - lucky ali

Teri yaad - Video song





Teri yaad - Song Lyrics - Lucky ali

Teri yaad jab aati hai,
meri ankh bhar jaati hai,
tum to bichade yun mil mil ke,
khwab toote hain is il ke,
yahi gham mujhe satayega,
fir tu laut ke na aayega,
fir bhi tere aane ka,
intezaar karta hun,
pyar sirf tumse pyar sirf tumse,
pyar karta hun,
<...................>
maine vaada to nibhaya tha,
socha kabhi na sataya tha,
fir bhi jane anjane mein kahin,
tera dil to na dukhaya tha,
aisa dastoor hai jaana,
sab kuch jaan ke hai sab sehana,
pyar tujpe main jaan nisar karta hun,
pyar sirf tumse pyar sirf tumse,
pyar karta hun,
Teri yaad jab aati hai,
meri ankh bhar jaati hai...
<......................>
Teri yaad - mp3 song download

No comments: